Anugun lovestory part – 130

Anugun or family…

(gg, neeti ke room me jati he or dekhti he ki bad par liti-liti neeti ro rhi he…)
gg : bhabhi… bhabhi…(gg jhat se neeti ke pas jati he or use pakad kar uske sirhane beth jati he…)
gg : bhabhi bhabhi plz… chup ho jaiya bhabhi…
neeti : kese gg kese…hhh hhh…
(neeti gg ke gale lag jati he…)
(gg khud ke emotions control krti he)
gg : bhabhi apko hi nhi ghar me sabko bhut bada sadma laga he ghar ke bdo ko to… (gg kehte-kehte chup ho jati he… fir kehti he..)
gg : or or bhabhi we sab apko is halat me dekhge to…
(fir dono hi rone lagte he…)
gg : bhabhi ap aram kar lijiye… me apke liye soup lekar ati hu… (neeti jati-jati gg ka hath pakad leti he…gg, neeti ki taraf palatti he)
neeti : mujhe niche le chalo gg… yha akele… ye room mujhe katne ko dodta he… mujhe sabke sath bethna he…
(gg dheeme-dheeme ha me apna sir hilati he… or dheere-dheere neeti ko niche hall me le ati he… neeti ko dekh sab chinta se uski or dekhte he…)
sargam : are neeti beta…
divya : kya hua neeti ko…
bm : ee halat me toko aram karna chahiye bitiya…
gg : mene bhabhi se aram hi karne ko kha tha bdi maa lakin room me akele bhabhi ka man nhi lag rha tha to me yha le aii…
sargam : acha kia beta…
(sargam neeti ko apne pas betha leti he…)
(niche akar gg dekhti he ki khana… khana to dur kisi ne khane ki or dekha bhi nhi…gg ne chhavi ko dekha to usne
na me sir hila dia… gg nirasha se apni nazre jhhuka leti he…)
sargam : neeti beta tumhe dwai khani he…
(gg ko moka mil gya…)
gg : ha bhabhi ko medicine bhi to khani he or dr. ne kha tha ki kuch kha lene ke bad hi medicines leni he…
sab : haa…
gg : to mene bhabhi ke liye soup bnaya he or ap sabke liye bhi khichdi bnai he… (gg ke swar dheere-dheere dheeme ho gye…or kan sabka jwab sunne ka intezar karne lage…)
divya : hame to bhuk nhi he beta… lakin tum neeti ke liye soup le ao…
(koi samjhe ya na samjhe golu chachu ko to bat samajh aa gi thi… wo sabko khana khane ke liye mnate he…)
gc : ap sabko kya lagta he neeti hamare bina kuch khaye… kha sakti he… jab tak ham nhi khayege neeti bhi kuch kha nhi payegi…
bp : hame bhuk nhi he ap sab…
gc : bhuk to kisi ko bhi nhi he bde bhaiya…
(itna kehkar gc dining table par jakar beth jate he…or dekhte hi dekhte sab table par aa bethte he…neeti bhi sabke sath bethti he…)
(gg sabke liye khana prosti he…)
chhavi : aj ki rsoi gg bhabhi ne bnai he…
gg : sirf mene nhi ham dono ne bnai he…
(sabke chehre par halki-fulki muskan nazar aa jati he)

Leave a comment